Shayari On Nafrat in Hindi - जिंदगी से नफरत शायरी
Shayari On Nafrat mai aapka sawagat hai meridileshayari mei. Nafrat aur pyaar sath sath chalte hai zindagi mai. Jaha hum apne chahne wale ko pyaar karte hai wohi kahi nafrat v shuppi hoti hai dil ke kisi kone mai , Je tabi dikhayi deti hai jab samne wala koi galti karta hai. Shayari On Nafrat Shayari On Nafrat Dekh Kar Usko Tera Yoon Palat Jana,Nafrat Bata Rahi Hai, Tune Mohabbat Ghazab Ki Ki Thi. देख कर उसको तेरा यूँ पलट जाना,नफरत बता रही है तूने मोहब्बत गज़ब की की थी। Baith Kar Sochte Hain Ab Ke Kya Khoya Kya Paya, Unki Nafrat Ne Tode Bahut Meri Wafa Ke Ghar. बैठ कर सोचते हैं अब कि क्या खोया क्या पाया, उनकी नफरत ने तोड़े बहुत मेरी वफ़ा के घर। Bhulana Hi Tha Mujhko Toh Nafrat Ka Sahara Kyun, Doobne Dete Mujhko Yun Hi Dikhaya Tha Kinara Kyun. भुलाना ही था मुझको तो नफरत का सहारा क्यूँ, डूबने देते मुझको यूँ ही दिखाया था किनारा क्यूँ। Qatl Toh Lazim Hai Iss Bewafa Shahar Mein, Jise Dekho Dil Mein Nafrat Liye Firta Hai. क़त्ल तो लाजिम है इस बेवफा शहर में, जिसे देखो...