Pakistani Shayari
Read the top pakistani shayari, pakistan shayari hindi, pakistani shayari in urdu, pakistani shayari urdu, pakistan shayari urdu, pakistani shayari in hindi, pakistani shayari in english, pakistani sad shayari 2 line, pakistani 2 line shayari, jazbati shayari urdu, pakistani shayari hindi mai, pakistani shayari in punjabi, pakistani shayari 2 lines, urdu mohabbat shayari in hindi, urdu shayari hindi shayari, urdu ishq shayari in hindi. If you like it please share it with your friends and family .
Pakistani Shayari
Pakistani Shayari |
Jise Peene Ka Salika Na Tha Usse Jaam Diya Gaya Hai Jise Wafaa Se Fursat Na Mili‘Masroor’ Usse Zeher Diya Gaya Hai
Kya Chehra Khud Ka Dekhu Us Mein Aaj Chand Meri Khidki Par Aata Nahi
Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai,Naam lab par hai aur jaan baki hai .Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai …
Waqt Ke Saath Daayra Badh Jata HaiPyar Maa, Patni Aur Bachche Me Bat Jata Hai
Dekho Hai Ye Akhri Saans HamariKubul Karo Salaam-E-Ishq Hamari
AAJ MUJAY KHUSHI KI WO RIDA NAZAR AYI..JIS MAINN MUJAY MUHABBAT KI WAFA NAZAR AYI..KEHTAY HAIN SABAR ANDEHRO MAIN ROSHNI KARTA HAI…AAJ MUJAY US ROSHNI KI RIDA NAZAR AYI….FOR MY LOVE….
Dosti Hoti Nahi Bhul Jane Ke Liye,Dost Milte Nahi Bikhar Jane Ke Liye,Dosti Karke Khush Rahoge Itna,Ki Waqt Milega Nai Aansu Bahane Ke Liye. .
Paise Ki Dugdugi Pe Naach Raha HaiAkhir Bandar Ki Aulaad Hai Aadmi
Yun Chalte Chalte Thodi Zindagi Se Toh MilNa Mile Manzil Kinaare Se Toh Mil
Mohabbat Jo Janmo Tak Rehti Thi ZindaAb Bus Ek Raat Me Tamaam Hoti Hai
Dil-E-Zaar Hum Thei TumseSamjha Ashiq-E-Bewafa Jo Tumne
Bhoolkar Apna Zamana Ye Bujurgan-E-JadeedAaj Ke Pyar Ko Mayoob Samajhate Honge
Jal Uthi Hai Shama Roshni Se Uski Khatm Hui Hai Tanhaai Mehfil Me UskiMain To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski
Yun Zamaane Se Koi Shikayat Na ThiKya Kahu Khuda Ke Ishq Ka Rang Kaisa Tha
Tanhai Iss Tarah BarsiKe Gham-E-Ishq Mein Jam-E-Sharab Pee Gaya
Na Lana Kabhi Dil-E-RanjoorAaoge Jab Tum Dair-O-Haram…
Parde Ki Baat Ab Sare-Aam Hoti HaiBandishe Waqt Nahin Subho Shaam Hoti Hain